Shiv Amritwani Song - Anuradha Paudwal




Song Name: Shiv Amritwani
Album: Hindu Bhakti Songs (2022)
Singer(s): Anuradha Paudwal
Music Composer: Surinder Kohli

Download Shiv Amritwani Mp3 audio in 320Kbps from PagalWorld Album, Shiv Amritwani Song Sung by Anuradha Paudwal, music composed by Surinder Kohli,

Shiv Amritwani Mp3 Song Download

Shiv Amritwani Lyrics - Anuradha Paudwal

Kaltaru Punyaatma Prem Sudha Shiv Naam Hitkarak Sanjivani Shiv Chintan Aviram Patit Paavan Jaise Madhur Shiv Rasna Ke Ghol Bhakti Ke Hansa Hi Chuge Moti Ye Anmol Jaise Tanik Suhaga Sone Ko Chamkaye Shiv Sumiran Se Aatma Adbhut Nikhri Jaaye Jaise Chandan Vriksh Ko Daste Nahi Hai Naag Shiv Bhakto Ke Chole Ko Kabhi Lage Na Daag Om Namah Shivaay Om Namah Shivaay Daya Nidhi Bhuteshwar Shiv Hai Chatur Sujaan Kan Kan Bhitar Hai Base Nilkanth Bhagwan Chandchud Trinetra Uma Pati Vishwesh Sharanagat Ke Ye Sada Kate Sakal Kalesh Shiv Dware Prapanch Ka Chal Nahi Sakta Khel Aag Aur Paani Ka Jaise Hota Nahi Hai Mel Bhay Bhanjan Natraj Hai Damruwale Nath Shiv Ka Vandan Jo Kare Shiv Hai Unke Saath Om Namah Shivaay Om Namah Shivaay Lakho Ashwmegh Ho So Ganga Snan Unse Uttam Hai Kahi Shiv Charno Ka Dhyan Alakh Niranjan Naad Se Upje Aatm Gyan Bhatke Ko Rasta Mile Mushkil Ho Asaan Amar Guno Ki Khaan Hai Chit Shuddhi Shiv Jaap Sat Sangat Mein Baith Ke Karlo Pachyataap Lingeshwar Ke Manan Se Sidhh Ho Jaate Kaaj Namah Shivaay Rat-Ta Jaa Shiv Rakhenge Laaz Om Namah Shivaay Om Namah Shivaay Shiv Charno Ko Chune Se Tan Man Paavan Hoye Shiv Ke Roop Anup Ki Samta Kare Na Koi Mahabali Mahadev Hai Mahaprabhu Mahakaal Asurnikandan Bhakt Ki Peeda Hare Tatkaal Sarv Vyapi Shiv Bhola Dharm Roop Sukh Kaaj Amar Ananta Bhagvanta Jag Ke Paalan Har Shiv Karta Sansar Ke Shiv Srishti Ke Mul Rom Rom Shiv Ramne Do Shiv Na Jaio Bhul Om Namah Shivaay Om Namah Shivaay Om Namah Shivaay Om Namah Shivaay Om Namah Shivaay Om Namah Shivaay Om Namah Shivaay Om Namah Shivaay Shivamrit Ki Paavan Dhara Dho Deti Har Kasht Hamara Shiv Ka Path Sada Sukhdai Shiv Ke Bin Hai Kaun Sahayi Shiv Ki Nisdin Ki Jo Bhakti Denge Shiv Har Bhay Se Mukti Mathe Dharo Dhiv Naam Ki Dhuli Tut Jayegi Yam Ki Sooli Shiv Ka Sadhak Dukh Na Mane Shiv Ko Harpal Sammukh Jaane Saup Di Jisne Shiv Ko Dor Lute Na Usko Pancho Chor Shiv Saagar Mein Jo Jan Doobe Sankat Se Woh Hans Ke Juje Shiv Hai Jinke Sangisathi Unhe Vipda Kabhi Sataati Shiv Bhaktan Ka Pakde Haath Shiv Santan Ke Sada Hi Saath Shiv Ne Hai Brahmand Rachaya Teen Lok Hai Shiv Ki Maaya Jin Pe Shiv Ki Karuna Hoti Woh Kankad Ban Jaate Moti Shiv Sang Taar Prem Ke Jodo Shiv Ke Charan Kabhi Na Chhodo Shiv Mein Manva Man Ko Rang Le Shiv Mastak Ki Rekha Badle Shiv Har Jan Ki Nas Nas Jaane Bura Bhala Ve Sab Pahchane Ajar Amar Hai Shiv Avinashi Shiv Pujan Se Kate Chaurasi Yahan Wahan Shiv Sarv Vyapak Shiv Ki Daya Ke Baniye Yachak Shiv Ko Dijo Sachhi Nishtha Hone Na Dena Shiv Ko Rushta Shiv Hai Shraddha Ke Hi Bhookhe Bhog Lage Chahe Rukhe Sukhe Bhavna Shiv Ko Bas Mein Karti Preet Se Hi To Preet Hai Badhti Shiv Kahte Hai Man Se Jaago Prem Karo Abhimaan Tyago

Hindu Bhakti Songs (2022) Album List